!! Jai Mata Di !!
Do you know? There is no ..... "NO" in books of words of Meri Maiya ..... There is only one word "LOVE"..... You have to believe Meri Maiya, Trust Meri Maiya, have faith in Meri Maiya ..... to see that book "The book of words", wherein there is "Kuch to Hai" for every one of us.
Say "I Love You Meri Maiya" and "I Will Always" with your whole Heart ..... cause, I am sure, you are very much aware of :
| !! Meri Maiya Prem Ki Hai Bhukhi, Nahi Mangti Chadhava !! |
| !! Meri Maiya Ke Manko Ne Bhaye, Kare Koi Jo Dikhava !! |
"Jai Mata Di"
![]()
Listen to Meri Maiya Bhajan ..... in Meri Maiya praise
Bhajan Maa Shakti Ka Khajana Album Bada Hi Suhana Hai Dar Maa Tumhara Artists Priya & Bhaskar
If you have Real Player installed on your computer, it will be displayed here
|
Written Verses of Meri Maiya Bhajan |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti |
| Parvaton Pe Maa Ka Thikana |
|
Puje Maa Ko Sara Jamana |
|
Jagdambe Ko Na Bhulana Ho |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti |
|
Maiya Ki Mahima Hai Nyari |
|
Bhakton Ki Ambe Hitkari |
| Sare Jag Ki Palanhari |
|
Maiya Hai Upkari |
|
Ambe Maa Ka Har Roop Nirala |
| Kahin Hai Durga Kahin Hai Jwala |
|
Kahin Chamunda Kahin Hai Kali |
| Gale Mundon Ki Hai Mala |
|
Jai Maa Jai Maa Jai Maa Jai Ho Maa Jai Maa Jai Ho Maa |
| Har Roop Hai Suhana |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti |
|
Mamta Roop Mein Aai Maat |
|
Kamal Trishul Maa Lekar Haat |
| Karhe Hai Bhakton Ki Rakhawali |
|
Dushton Ko Mare Hai Kali |
|
Banganga Charno Mein Behti |
| Bhid Wahan Bhakton Ki Rehti |
|
Jag Mag Jyoton Ka Hai Nazara |
| Jyoti Mein Maa Ki Shakti |
|
Jai Maa Jai Jai Maa Jai Maa Jai Jai Maa Jai Jai Maa |
| Mahima Gaye Jamana |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti |
| Parvaton Pe Maa Ka Thikana |
|
Puje Maa Ko Sara Jamana |
|
Jagdambe Ko Na Bhulana Ho |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti Ka Khajana |
|
Maa Shakti Ka Khajana Maa Shakti |
|
Jai Maa Jai Ho Maa Jai Maa Jai Ho Maa Jai Maa Jai Ho Maa |
|
Jai Ho Jai Jai Maa Ho Jai Jai Maa Ho Jai Jai Maa |
!! Jai Mata Di !!
![]()
|
(tell Meri Maiya everything with written verses) |
| List of Meri Maiya Bhajans | ||
| Audio Cds | Audio Cassettes | Video CD |
|
Click to Subscribe to Meri Maiya Mail and Bhajan of the week |
If you don't have Real Player, Please click here
![]()